• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Maqsad Jab Shor Machaya Jata Hai

Be-Maqsad Jab Shor Machaya Jata Hai

be-maqsad jab shor machaya jaata hai

aksar is men zulm chhupaya jaata hai

patte ḳhud hi Tahni chhoḌ ke girte hain

mausam par ilzam lagaya jaata hai

sadiyon pyasi is dharti ke siine par

qatra qatra menh barsaya jaata hai

lafzon ke ambar laga kar kaghaz par

ma.ani ko is men dafnaya jaata hai

is duniya men jurm chhupane ki ḳhatir

jurm vahi aksar dohraya jaata hai

baḌhne phalne phulne vaale sapnon ko

bachpan men hi qatl karaya jaata hai

muflis ko insaf dilane valon ka

daulat se darbar sajaya jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Ham-Safari

poet

Jo Bhi Chahen Aap Marzi Aap Ki

Talash Karti Hai Tujhko Meri Nazar Har Su

KHud Ko Kisi Ki Rah-Guzar Kis Liye Karen

Jamal-O-KHayal-O-Tazgi, Sheri Jamal Aur Shai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet