• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Mani La-Hasil Raddi Sheron Ka Hai Jal Udhar

Be-Mani La-Hasil Raddi Sheron Ka Hai Jal Udhar

poet

be-ma.ani la-hasil raddi sheron ka hai jaal udhar

jo chizen be-kar hain pyare un chizon ko Daal udhar

kuchh tajvizen paas karega vaqt ke hathon ye ijlas

majbur-o-nadar idhar hain asuda ḳhush-hal udhar

biich men haa.il kar de koi kaash takalluf ki divar

udhar hai rela gul-chinon ka aur gulon men kaal idhar

ḳhun-e-tamanna ki surḳhi se dil ki hikayat hai rangin

daman ki taqdir idhar hai gulshan ka iqbal udhar

un ki bazm se aane vaale thaam ke dil farmate hain

jaane vaalo udhar na jaao jurm hai arz-e-hal udhar

jalsa-e-gham ki tayyari men udhar hain jiite ji masruf

paida.ish ka jashn manaya yaron ne har saal udhar

ik muddat se dekh raha huun hota hai har baar yahi

idhar ‘saba’ ne ḳhvab sajaya vaqt ne badli chaal udhar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Manzar-E-KHush-Rang Sulag Jae to Kya Ho

Wo Din Jo Bit Gaya Phir Kisi Ne Paya Nahin

Sufi

Mantiq-Ut-Tair – Hikayat-e-Mansur

muneer-niyazi

Hain Rawan Us Rah Par Jis Ki Koi Manzil Na Ho

Ai Bagule Ke Libaade Mein Samai Hui Ret

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet