• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baadban Khulne Se Pahle Ka Ishaara dekhna

Baadban Khulne Se Pahle Ka Ishaara dekhna

parveen-shakir

badban khulne se pahle ka ishara dekhna

main samundar dekhti huun tum kinara dekhna

yuun bichhadna bhi bahut asan na tha us se magar

jaate jaate us ka vo mud kar dobara dekhna

kis shabahat ko liye aaya hai darvaze pe chand

ai shab-e-hijran zara apna sitara dekhna

kya qayamat hai ki jin ke naam par paspa hue

un hi logon ko muqabil men saf-ara dekhna

jab banam-e-dil gavahi sar ki mangi jaegi

khuun men duuba hua parcham hamara dekhna

jitne men bhi jahan ji ka ziyan pahle se hai

aisi baazi harne men kya khasara dekhna

aaine ki aankh hi kuchh kam na thi mere liye

jaane ab kya kya dikhaega tumhara dekhna

ek musht-e-khak aur vo bhi hava ki zad men hai

zindagi ki bebasi ka istiara dekhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahish-E-Gham Ne Jigar KHun Kiya Andar Se

Is Qadar Bhi Dil Nahin TuTa Hua

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Hijr Mein Nashad duniya Se dil-E-Muztar Gaya

adeel-zaidi

Jahan-e-Ilm Ka Bab-e-Nisab Hote Hue

firaq-gorakhpuri

didar Mein Ik-Tarfa didar Nazar Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet