• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Azmat-E-Fan Ke Parastar Hain Hum

Azmat-E-Fan Ke Parastar Hain Hum

azmat-e-fan ke parastar hain ham

ye ḳhata hai to ḳhata-var hain ham

johd ki dhuup hai iman apna

munkir-e-saya-e-divar hain ham

jante hain tire gham ki qimat

mante hain ki gunahgar hain ham

us ko chaha tha kabhi ḳhud ki tarah

aaj ḳhud apne talabgar hain ham

ahl-e-duniya se shikayat na rahi

vo bhi kahte hain ziyan-kar hain ham

koi manzil hai na jaada ‘mohsin’

surat-e-gardish-e-parkar hain ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Su-E-Manzil Na Jo Rawan Honge

Sufi

Piu Hai Mera Bhi Ja-Ba-Ja Jaisa Ki Roghan Shir Mein

varsha-gorchhia

Chudiyan

Panw Be-Dhyani Mein Aisa paD Gaya

Main Jahan Jaun Mere Sath Chale sannaTa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet