Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
azra-abbas

Bazigar

  • Nazm
  • Women Poets
  • Poet: Azra Abbas
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

bazigar

apna qad unche karne vaale juute pahanta hai

vo nashe men

bazigari dikhata hai

us ke juute itne unche hain

ki agar

us ki maan dekhti

to ro deti

aur us ki mahbuba

jo ab kisi aur ke bistar men hai

bazigar

apni mahbuba se haath dho baitha

is liye ki

vo us ke samne bazigari

nahin dikha saka

bazigar

unche juute vaala khel

jab hi se

dikhata hai

More Poems

Tafaut

Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-E-Ishq

Aap-Biti

Aah-E-Sahar Ne Sozish-E-dil Ko Mita diya

Kuchh Log Taghayyur Se Abhi Kanp Rahe Hain

Shuur-e-dil Se

Kahte Hain Ki de Meri Bala dad Kisi Ki

Aaya Hun Sang O Khisht Ke Ambar dekh Kar

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.