• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bayan Jab Kalim Apni Haalat Kare Hai

Bayan Jab Kalim Apni Haalat Kare Hai

bayan jab ‘kalim’ apni halat kare hai

ghazal kya paḌhe hai qayamat kare hai

bhala aadmi tha pa nadan nikla

suna hai kisi se mohabbat kare hai

kabhi sha.iri is ko karni na aati

usi bevafa ki badaulat kare hai

chhuri par chhuri khaa.e jaa.e hai kab se

aur ab tak jiye hai karamat kare hai

kare hai adavat bhi vo is ada se

lage hai ki jaise mohabbat kare hai

ye fitne jo har ik taraf uTh rahe hain

vahi baiTha baiTha shararat kare hai

qaba ek din chaak us ki bhi hogi

junun kab kisi ki ri.ayat kare hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lazzat-E-KHwab De Gae Husn-E-KHayal De Gae

Ye Aur Baat Ki taKHir Se Alag Karunga

Ek Aisa Azm-E-rasiKH Ab Hamare Dil Mein Hai

Use Mana Kar Ghurur Us Ka baDha Na Dena

Hawa-E-Hijr Chali Dil Ki Regzaron Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet