• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bataun Kaise Ki Sach Bolna Zaruri Hai

Bataun Kaise Ki Sach Bolna Zaruri Hai

bata.un kaise ki sach bolna zaruri hai

ta.alluqat men ye tajraba zaruri hai

nazar haTa bhi to sakti hai kam-nazar duniya

vahin hai bhiiḌ jahan taḳhliya zaruri hai

tire baghair koi aur ishq ho kaise

ki mushrikon ke liye bhi ḳhuda zaruri hai

nahin to shahr ye so ja.ega sada ke liye

mujhe ḳhabar hai mira bolna zaruri hai

kisi ko hota nahin yuun mohabbaton ka yaqin

charagh bujh ke bata.e hava zaruri hai

main ḳhud ko bhulta jaata huun aur aise men

tira pukarte rahna baḌa zaruri hai

vo meri ruuh ki avaz sun raha hoga

badan rahe na rahe rabta zaruri hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Juyan-E-Taza-Kari-E-Guftar Kuchh Kaho

ismail-merathi

Aajiz Hai Khayal Aur Tafakkur-E-Hairan

poet

Tang Thi Ja Khatir-E-Nashad Mein

poet

Kab Mohabbat Se Dekhte Hain Mujhe

Aawargi Ne Dil Ki Ajab Kaam Kar Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet