• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Bataen Tum Se Kya Hum Aashiq-E-Bimar Kis Ke Hain

Bataen Tum Se Kya Hum Aashiq-E-Bimar Kis Ke Hain

poet

bataen tum se kya ham ashiq-e-bimar kis ke hain

hamare dida-e-tar talib-e-didar kis ke hain

na kyuun ham-shakl-e-bulbul madh men naghma-sara huun main

tumhin mujh ko bata do phuul se rukhsar kis ke hain

koi be-khud koi ba-khud hue teri mohabbat men

jo hain ghafil vo kis ke hain jo hain hoshyar kis ke hain

utha kar haath men tasbih mujh se dil ye kahta hai

barahman kis ke hain ham sahib-e-zunnar kis ke hain

na kyuun bahr-e-shahadat sar jhukaen shauq se ashiq

basan-e-tegh kahiye abru-e-khamdar kis ke hain

kaha ye tair-e-dil ne ulajh kar zulf-e-pur-kham men

phansaya kis ne mujh ko aur ye kirdar kis ke hain

nahin maalum zakhmi ho gaya hai kaun shaidai

gul-e-taza ‘jamila’ zakhm-e-daman-dar kis ke hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zinda Rahe to Hum Ko Na Pahchan Di Gai

jhuT Sach Aap to Ilzam Diye Jate Hain

nazeer-akbarabadi

diya Jo Saqi Ne Saghar-E-Mai dikha Ke Aan Ek Hamein Labaalab

Tum Koi Is Se Tawaqqo Na Lagana Mare Dost

poet

In Wafaon Ka Faisla Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet