• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Basti Mein Hai Wo sannaTa Jangal Mat Lage

Basti Mein Hai Wo sannaTa Jangal Mat Lage

basti men hai vo sannaTa jangal maat lage

shaam Dhale bhi ghar pahunchun to aadhi raat lage

muTThi band kiye baiTha huun koi dekh na le

chand pakaḌne ghar se nikla jugnu haat lage

tum se bichhḌe dil ko ujḌe barson biit ga.e

ankhon ka ye haal hai ab tak kal ki baat lage

tum ne itne tiir chala.e sab ḳhamosh rahe

ham taḌpe to duniya bhar ke ilzamat lage

ḳhat men dil ki baten likhna achchhi baat nahin

ghar men itne log hain jaane kis ke haat lage

savan ek mahine ‘qaisar’ aansu jivan bhar

in ankhon ke aage badal be-auqat lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Aaj dil Be-Qarar Hai Kya Hai

meer-mehdi-majrooh

Ghairon Ko Bhala Samjhe Aur Mujhko Bura Jaana

poet

Ba-Qadr-E-Shauq Maza Iztirab Ka Na Mila

Main Jaanta Hun Ki Sare Bure Nahin Hote

Maine Sirf Apne Nasheman Ko Sajaya Sal Bhar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet