• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Dhup Muqaddar Hui Chhappar Na Milega

Ab Dhup Muqaddar Hui Chhappar Na Milega

ab dhuup muqaddar hui chhappar na milega

ham ḳhana-ba-doshon ko kahin ghar na milega

avara tamannaon ko gar samt na doge

bhaTki hui ummat ko payambar na milega

suraj hi nazar aa.ega neze pe hamesha

sachcha.i ke shanon pe kabhi sar na milega

alfaz masa.il ke shararon se bhare hain

ghazlon men miri husn ka paikar na milega

haroge jo himmat to Dubo dega samundar

sahil tumhen kashti se utar kar na milega

us baagh men khilte hain abhi jhulse hue phuul

us baagh men ḳhushbu ko abhi ghar na milega

ye soch ke aaya hai tire shahr men ‘anjum’

a.inon ke is shahr men patthar na milega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ameer Khasro

Jo Main Jaanti Bisrat Hain Saiyyan

abdul-hamid-adam

Hawa Sanke Khaaron Ki Badi Taklif Hoti Hai

Jal Raha Hun to Ajab Rang O Saman Hai Mera

poet

Wada Gar Roz Kiye Jaiyega

Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet