• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barson Teri Talab Mein Safina Rawan Raha

Barson Teri Talab Mein Safina Rawan Raha

barson tiri talab men safina ravan raha

ai mere mehrban bhanvar tu kahan raha

un se mili nazar to palaT kar na aa saki

vo rishta-e-nigah bhi kab darmiyan raha

kab umr-e-ḳhizr ḳhanda-e-gul ka javab hai

yaan do ghaḌi men umr-e-abad ka saman raha

main bhi tire baghair na aram pa saka

tu bhi miri talash men be-ḳhanaman raha

mujh ko gila hai tab-e-muravvat-shi.ar se

saghar-ba-dast ho ke bhi tishna vahan raha

ai daur-e-charḳh ab koi tadbir aur kar

teri sitamgari pe to main shadman raha

mujh ko ‘jalil’ kaun kahega shikasta-dil

khaya tha ek zaḳhm so vo be-nishan raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Panw Phir Howenge Aur dasht-E-Mughilan Hoga

akhtar-ansari

Mutrib-e-dil Ki Wo Tanen Kya Huin

KHat Lifafe Mein Ghair Ka Nikla

ali-sardar-jafri

Watan Se dur Yaran-E-Watan Ki Yaad Aati Hai

poet

Tez Ho Jaen Hawaen to Bagula Ho Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet