• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barson Jo Nazar Tufanon Ke Aaghosh Mein Palti Rahti Hai

Barson Jo Nazar Tufanon Ke Aaghosh Mein Palti Rahti Hai

poet

barson jo nazar tufanon ke aghosh men palti rahti hai

us mast nazar ki har jumbish afsane ugalti rahti hai

jo tark-e-talab se pahle tha dil ka vahi aalam aaj bhi hai

a.ina nahin badla jaata tasvir badalti rahti hai

ji bhar ke use dekha lekin ab tak ye nazar bharti hi nahin

ma.asum ada men rah rah kar ik baat nikalti rahti hai

tu mere junun se nalan hai is par to nazar kar ai naseh

vo zulf ḳhud apne halqon ke andaz badalti rahti hai

mai-ḳhana ‘faridi’ kya jaane kis ko na mili kis ne pi li

saghar hain ki chalte rahte hain sahba hai ki Dhalti rahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Safar kaThin Hai Main Rahon Se Aashna Bhi Nahin

Kisi Ke Nam Rutba Aur Na KHadd-O-Khaal Se Matlab

Dhundle Dhundle peD Ugti Sham Ki Sargoshiyan

poet

Guzri Hui Wo Rut Kabhi Aani to Hai Nahin

poet

Jahan Jahan Bhi Hawas Ka Ye Jaanwar Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet