• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bargashta-E-Yazdan Se Kuchh Bhul Hui Hai

Bargashta-E-Yazdan Se Kuchh Bhul Hui Hai

bargashta-e-yazdan se kuchh bhuul hui hai

bhaTke hue insan se kuchh bhuul hui hai

ta-hadd-e-nazar sho.ale hi sho.ale hain chaman men

phulon ke nigahban se kuchh bhuul hui hai

jis ahd men luT jaa.e faqiron ki kama.i

us ahd ke sultan se kuchh bhuul hui hai

hanste hain miri surat-e-maftun pe shagufe

mere dil-e-nadan se kuchh bhuul hui hai

huron ki talab aur mai o saghar se hai nafrat

zahid tire irfan se kuchh bhuul hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dar-O-Diwar Pe Hijrat Ke Nishan Dekh Aaen

neel-ahmed

Khudi Ka Raaz

jaun-eliya

Sal-Ha-Sal Aur Ek Lamha

Jaante the Gham Tera Dariya Bhi Tha Gahra Bhi Tha

Isi Jagah Pe Andheron Ke Ghol Palte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet