• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bardasht Kyon Karega Zara Si Bhi Der Dil

Bardasht Kyon Karega Zara Si Bhi Der Dil

bardasht kyon karega zara si bhi der dil

pheri nazar to ro.ega munh pher pher dil

mahsus ye hua hai tiri aankh ke tufail

a.ina hai charagh hai miTTi ka Dher dil

shayad tiri taraf se ho aghaz-e-dil-bari

kam-baḳht is liye bhi to karta hai der dil

zikr-e-vafa jo aa.e to har baat par tira

karta hai mere dil se bahut her-pher dil

ham se milen to dil ko sanhala karen janab

ham log bat-chit se karte hain zer dil

dil-dariyon ke daam men bilkul na aa.egi

hai samne janab ke sach-much men sher-dil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Maze Ke Sath Guzra Hun Mohabbat Ki Manazil Se

Kuchh Is Ada Se Safiran-E-Nau-Bahaar Chale

ahmad-irfan

Hawa Ke dosh Pe Ye Jo Sawar Pani Hai

Purane Doston Se Ab Murawwat chhoD Di Humne

Ajib Dhang Se Maine Yahan Guzara Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet