• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai

Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai

hijr ki raat yaad aati hai

phir vahi baat yaad aati hai

tum ne chheḌa to kuchh khule ham bhi

baat par baat yaad aati hai

tum the aur ham the chand nikla tha

haa.e vo raat yaad aati hai

sub.h ke vaqt zarre zarre ki

vo munajat yaad aati hai

haa.e kya chiiz thi javani bhi

ab to din-rat yaad aati hai

mai se tauba to ki ‘aziz’ magar

aksar auqat yaad aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedam Shah Warsi

Mujhe Shikwa Nahin Barbaad Rakh Barbaad Rahne de

Jite Ji KHud Se Mohabbat Mein Guzarna Hai Mujhe

Jannat Se Nikala Na Jahannum Se Nikala

Ishq Ka Ek Ghar Hamara Hai

Dard-E-Dil Ki Dawa Na Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet