Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Bara Mahine Hijr Ke Guzre Malal Mein

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Lala Madhav Ram Jauhar
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

baara mahine hijr ke guzre malal men

lakhon hi ranj ham ne sahe ek saal men

laate nahin faqir kisi ko khayal men

allah vaale mast hain apne hi haal men

taklif-e-qaid-e-zulf mire dil se puchhiye

khaliq kahin phansaen na machhli ko jaal men

sun kar saval-e-vasl vo ‘jauhar’ se kahte hain

kuchh baat ho to aae hamare khayal men

More Poems

Unhen dhundo

Aakhiri Mulaqat

Be-Talluq Sare Rishte Kaun Kis Ka Aashna

Amir-e-Shahr Ki Chaukhat Pe Ja Ke Laut Aaya

Wo Hasrat-E-Bahaar Na Tufan-E-Zindagi

Lajyai Se Nazuk Hai Ai Jaan Badan Tera

Gali Ke Mod Pe Bachchon Ke Ek Jamghat Mein

Wahi Junun Ki Sokhta-Jaani Wahi Fusun Afsanon Ka

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.