• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chashm-E-Pur-Nam Abhi Marhun-E-Asar Ho Na Saki

Chashm-E-Pur-Nam Abhi Marhun-E-Asar Ho Na Saki

chashm-e-pur-nam abhi marhun-e-asar ho na saki

zindagi ḳhak-nashinon ki basar ho na saki

mai-kade ki vahi manus faza aur dil-e-zar

ek bhi raat ba-andaz-e-digar ho na saki

gham-e-janan gham-e-dauran ki guzargahon se

guzre kuchh aise ki ḳhud apni ḳhabar ho na saki

dhundle dhundle nazar aate to hain qadmon ke nishan

garche pur-nur abhi rahguzar ho na saki

zindagi jam-ba-kaf aa.i bhi mahfil men magar

shab ke matvalon ko taufiq-e-nazar ho na saki

kaise tabinda sitaron ka lahu jalta hai

shab-e-tarik jo unvan-e-sahar ho na saki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Khuda Ke Fazl Se Hum Haq Pe Hain Baatil Se Kya Nisbat

akhtar-ansari-akbarabadi

Har Lamha Ata Karta Hai Paimana Sa Ek Shakhs

poet

Ab Kaun Si Mata-E-Safar Dil Ke Pas Hai

muneer-niyazi

dar Ke Kisi Se Chhup Jata Hai Jaise Sanp Khazane Mein

mahmooda-gaziya

Tum Us Se duri Bhi Mat Khwah-Makhwah Mein Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet