• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bar Taraf Kar Ke Takalluf Ek Taraf Ho Jaiye

Bar Taraf Kar Ke Takalluf Ek Taraf Ho Jaiye

bar taraf kar ke takalluf ik taraf ho ja.iye

mustaqil mil ja.iye ya mustaqil kho ja.iye

kya gile shikve ki kis ne kis ki dildari na ki

faisla kar hi liya hai aap ne to ja.iye

meri palken bhi bahut bojhal hain gahri niind se

raat kaafi ho chuki hai aap bhi so ja.iye

aap se ab kya chhupana aap koi ghair hain

ho chuka huun main kisi ka aap bhi ho ja.iye

maut ki aghosh men girya-kunan hai zindagi

aa.iye do chaar aansu aap bhi ro ja.iye

sha.iri kar-e-junun hai aap ke bas ki nahin

vaqt par bistar se uThiye vaqt par so ja.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sar-E-Darbar KHamoshi Tah-E-Darbar KHushiyan Hain

Hujra-E-KHwab Se Bahar Nikla

sara-shagufta

Khaali Aaankhon Ka Makan

Shab Mein Tulua-E-Chehra-E-Mahtab Kijiye

Ai Kashmakash-E-Ulfat Ji saKHt Pareshan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet