• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Banda-E-Ishq Hun Juz Yar Mujhe Kaam Nahin

Banda-E-Ishq Hun Juz Yar Mujhe Kaam Nahin

poet

banda-e-ishq huun juz yaar mujhe kaam nahin

khvahish-e-nang nahin kuchh havas-e-nam nahin

mazhab-e-ishq ka ye dhang nirala dekha

kuchh vahan tazkira-e-kufr aur islam nahin

ishq ko janta huun din-o-iman apna

ghair maashuq parasti mujhe kuchh kaam nahin

kaba-e-jan hai mira kucha-e-janan yaaro

sajda-e-dair-o-haram se mujhe kuchh kaam nahin

said-e-murgh-e-dil-e-ashiq liye ai dilbar

khaal hai daana aur ye zulf kam az daam nahin

dard-e-dil ne hamen kya kya hai chakhai lazzat

is liye dil ko mire khvahish-e-aram nahin

mazhab-e-ishq men aa kar ke hamin ai ‘asim’

shaah khadim ke siva aur se kuchh kaam nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Apne Dil Pe Apna Kuchh iKHtiyar Dekha

poet

Kya Kahun Tujhse Meri Jaan Main Shab Ka Ahwal

ahmad-hamdani

Nit-Nae Rang Se Karta Raha dil Ko Pamal

Sufi

Mantiq-Ut-Tair – dar Sifat-e-Wadi-e-Ishq Goyad

Rida-E-Rahat-E-Kaun-O-Makan oDh Ke Dekh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet