• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Band Honton Se Bhi Izhaar-e-Tamanna Karte

Band Honton Se Bhi Izhaar-e-Tamanna Karte

akhtar-azad-1

band honTon se bhi iz.har-e-tamanna karte

aaina ban ke tire husn ko dekha karte

apna saaya bhi yahan ghair nazar aata hai

ajnabi shahr men ham kis pe bharosa karte

us ki mahfil men to ik bhiiḌ thi divanon ki

pahle dil ahl-e-nazar ahl-e-vafa kya karte

ishq har haal men paband-e-vafa hota hai

ham to badnam the kyuun aap ko rusva karte

itni guzri hai jahan aur guzar jaegi

zindagi ke liye itna nahin socha karte

jab talak saans chale bas yuun hi chalte rahiye

chal ke do-char qadam yuun nahin Thahra karte

ai ḳhuda ham tiri vahdat pe yaqin rakhte hain

kyuun tire dar ke siva ham kahin sajda karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai

adil-mansuri

Shuur Nili Rutubaton Mein Ulajh Gaya Hai

Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat

poet

Na-Khalaf Mizaj Ki Musaddaqa Taslimat

meer-taqi-meer

Aae Hain Mir Kafir Ho Kar Khuda Ke Ghar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet