Band Hatheli Mein Hain Sab band hatheli men hain sab jangal virane aur shab dariya utar gaya to kya nayya duub gai hai ab palken nam thiin aur koi mere sang na roya tab log mujhe pagal kahte sach ke moti chunti jab jivan mujh se ruuth gaya ‘bina’ dastak di to kab
Leave a Reply