• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bana Ke Chaaron Taraf Ek Lakir baiTha Hai

Bana Ke Chaaron Taraf Ek Lakir baiTha Hai

bana ke charon taraf ik lakir baiTha hai

ghane daraḳht ke niche faqir baiTha hai

karega kaun mohabbat yahan dobara dost

fareb-e-ishq kaleje ko chiir baiTha hai

main kaise ḳhud ko bacha paata teri nazron se

baḌa saTik nishane pe tiir baiTha hai

sabaq koi nahin deta dilon ko joḌne ka

isi malal men Duuba ‘kabir’ baiTha hai

uThegi kaise sada.en sitamgaron ke ḳhilaf

har ek shaḳhs yahan be-zamir baiTha hai

kiya hai kyon use naraz apni baton se

vo man masos ke kitna adhir baiTha hai

usi ke haath pe karni hai ishq ki bai’at

mazar-e-qais se lag kar jo piir baiTha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hadis-E-talKHi-E-Ayyam Se Taklif Hoti Hai

poet

Aisa Kahan Hubab Koi Chashm-E-Tar Ki Hum

ahmad-nadeem-qasmi

Pau Phate Rengte Jharne Pe Ye Kaun Aaya Hai

ali-sardar-jafri

Subh Har Ujale Pe Raat Ka Guman Kyun Hai

Wo Roz-O-Shab Bhi Nahin Hain Wo Rang-O-Bu Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet