• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baja Ki Aankh Mein Nindon Ke Silsile Bhi Nahin

Baja Ki Aankh Mein Nindon Ke Silsile Bhi Nahin

parveen-shakir

baja ki aankh men nindon ke silsile bhi nahin

shikast-e-khvab ke ab mujh men hausle bhi nahin

nahin nahin ye khabar dushmanon ne di hogi

vo aae aa ke chale bhi gae mile bhi nahin

ye kaun log andheron ki baat karte hain

abhi to chand tiri yaad ke dhale bhi nahin

abhi se mere rafugar ke haath thakne lage

abhi to chaak mire zakhm ke sile bhi nahin

khafa agarche hamesha hue magar ab ke

vo barhami hai ki ham se unhen gile bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Jo Jiwda Piyun Sun Laga

Jo Bhi Apnon Se Ulajhta Hai Wo Kar Kya Lega

Yar Ki Mahfil Saji Mai Ki Mahak Chhane Lagi

KHayal-O-KHwab Ki Ab Rahguzar Mein Rahta Hai

Sawan Ka Mahina Bhi Hai Barish Bhi Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet