• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baithe Hain Ab To Hum Bhi Bologe Tum Na Jab Tak

Baithe Hain Ab To Hum Bhi Bologe Tum Na Jab Tak

nazeer-akbarabadi

baithe hain ab to ham bhi bologe tum na jab tak

dekhen to aap ham se na-khush rahenge kab tak

iqrar tha sahar ka aisa hua sabab kya

jo shaam hone aai aur vo na aaya ab tak

mahfil men gul-rukhon ke aaya jo vo pari-ru

ho shakl-e-hairat us ki surat rahe vo sab tak

bosa ‘nazir’ ham ko dene kaha tha us ne

ham vaqt pa ke jis dam lene ki pahunche dhab tak

har chand tha nashe men vo shokh to bhi us ne

hargiz hamare lab ko aane diya na lab tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Se chhuT Kar Zindagi Ka Naqsh-E-Pa Milta Nahin

Ai Dost Ek Nigah Teri Kya Badal Gai

Tum Pe Kya Bit Gai Kuchh to Batao Yaro

Duniya Mein Koi Ranj Se baDh Kar KHushi Nahin

Go Dahr Ke Naqshe Mein Hain Bahar Bhi Nahin Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet