• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Aasan Se Lahje Ki Mushkil Kaun Samjhega

Mere Aasan Se Lahje Ki Mushkil Kaun Samjhega

mire asan se lahje ki mushkil kaun samjhega

usi patthar men hai maujud ik dil kaun samjhega

udasi ke siva rahne khanDar men kaun aa.ega

dil-e-viran ki virani ko mahfil kaun samjhega

nahin hota vahan par bhi jahan hota huun main aksar

na hona hai mire hone men shamil kaun samjhega

musibat ki ghaḌi men kaam apne hi to aate hain

agar tu hi nahin samjha to ai dil kaun samjhega

hazaron chahne valon men us ke ek main bhi huun

ujalon men bhala jugnu ki jhilmil kaun samjhega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Haqiqat Kya Bataun Zindagi Ki

poet

Dil Ko Bacha Ke Lae the Sare Jahan Se Hum

Mil Gai Hai Baadiya-Paimai Se Manzil Meri

poet

Kali Kali Ghata Barasti Hai

Tegh Shamshir Ya KHanjar Ki Zarurat Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet