• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bais-E-Rahat-E-Dil Mera Muqaddar Nikla

Bais-E-Rahat-E-Dil Mera Muqaddar Nikla

ba.is-e-rahat-e-dil mera muqaddar nikla

jis ko samjha tha bayaban vo mira ghar nikla

husn-e-ma.asum ki taqdis ko rusva na kiya

jitna ilzam hai ḳhush huun ki mire sar nikla

hai sabab ru-e-munavvar miri barbadi ka

haath aaya tha jo yaqut vo patthar nikla

dars lo himmat-e-ali se miri divano

main vo daman huun jo kanTon se ulajh kar nikla

luT gaya manzil-e-maqsad pe pahunch kar afsos

rahnuma jis ko main samjha tha sitamgar nikla

zulmat-e-shab hui kafur yakayak ‘sahil’

matla.a-e-sub.h se jab mehr-e-munavvar nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Khamushi Ka To Nam Hota Hai

sajida-zaidi

Kaliyan Nila Aasman Zanjir

poet

Kya Koi Mere Gham Main Raat Bhar taDapta Hai

firaq-gorakhpuri

Raaz-E-Alam Se Hai Shayad Ki Mera Raaz Juda

poet

Meri Sans Ab Chaara-Gar Tutti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet