• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Kalam / Bahut Rahi Babul Ghar dulhan

Bahut Rahi Babul Ghar dulhan

Ameer Khasro

bahut rahi babul ghar dulhan chal tere pi ne bulai

bahut khel kheli sakhiyan so ant kari larikai

nahae dhoe ke bastar pahire sab hi singar banai

bida karan ko kutumb sab aae sagare log-lugai

chaar kahar mil doliya uthai sang purohit naai

chal hi banegi hot kahan hai nainan niir bahai

ant bida ho chali hai dulhan kaahu ke kachhu na bane aai

mauj-khushi sab dekhat rah gae mat-pita aur bhaai

mori kaun sang lagan dhrai dhan dhan teri hai khudai

bin mange meri mangni jo kinhen neh ki misri khilai

anguri pakari mora poncha bhi pakaro kangna anguthi pahirai

ek ke naam kar diini sajni par ghar ki jo thahrai

nausha ke sang mohe kar din.hin laj-sankoch mitai

sona bhi dinha rupa bhi dinha babul dil-dariyai

gahel gaheli dolti angan ma pakar achanak baithai

baithat mahin kapare pahnae kesar tilak lagai

gun nahin ek augun bahutere kaise nausha rijhai

‘khusrav’ chale sasurari sajni sang nahin koi aai

Filed Under: Kalam Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qarib Aa Ki KHazana Hun Lal-O-Gauhar Ka

poet

Hamare Zehn Pe Tari Hai Bebasi Ab Tak

qateel-shifai

Apne Honton Par Sajaana Chahta Hun

abbas-tabish

Bahut Be-Kar Mausam Hai Magar Kuchh Kaam Karna Hai

afzal-naved

Ek Ujli Umang Udai Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet