• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Raha Hai Kabhi Lutf-E-Yar Hum Par Bhi

Bahut Raha Hai Kabhi Lutf-E-Yar Hum Par Bhi

akbar-allahabadi

bahut raha hai kabhi lutf-e-yar ham par bhi

guzar chuki hai ye fasl-e-bahar ham par bhi

urus-e-dahr ko aaya tha pyaar ham par bhi

ye besva thi kisi shab nisar ham par bhi

bitha chuka hai zamana hamen bhi masnad par

hua kiye hain javahir nisar ham par bhi

adu ko bhi jo banaya hai tum ne mahram-e-raz

to fakhr kya jo hua e’tibar ham par bhi

khata kisi ki ho lekin khuli jo un ki zaban

to ho hi jaate hain do ek vaar ham par bhi

ham aise rind magar ye zamana hai vo ghazab

ki daal hi diya duniya ka baar ham par bhi

hamen bhi atish-e-ulfat jala chuki ‘akbar’

haram ho gai dozakh ki naar ham par bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chaak-E-Daman-E-Qaba Dagh-E-Junun-Saz Bahut

Mere Yaqut Aur Marjaan Murshid

afzaal-firdaus

Main Khak Mein Mile Hue Gulab dekhta Raha

poet

Puchhte Hain Teri Hasrat Kya Hai

Tirgi Se Raushni Ka Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet