• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Pahunche to Un Ke Kakul-O-ruKHsar Tak Pahunche

Bahut Pahunche to Un Ke Kakul-O-ruKHsar Tak Pahunche

bahut pahunche to un ke kakul-o-ruḳhsar tak pahunche

magar ashiq na ab tak ishq ke me.aar tak pahunche

daba.in dhaḌkanen ankhon ko jhuThlaya gaya barson

baḌi mushkil se vo inkar se iqrar tak pahunche

abhi to raushni uljhi hai tariki ke tufan se

na jaane kab talak apne dar-o-divar tak pahunche

chuḌao gar chhuḌa sakte ho daman-e-vafa ham se

magar aisa na ho ye baat bhi aghyar tak pahunche

zaban ki aarzu men Thokaren khate hue naghme

rubab-o-chang se talvar ki jhankar tak pahunche

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shakeel-badayuni

duniya Ki Riwayat Se Begana Nahin Hun

saleem-kausar

Aab O Hawa Hai Barsar-E-Paikar Kaun Hai

Hijr Ka Gham Bhi Nahin Wasl Ki Parwa Bhi Nahin

jaun-eliya

dil Guman Tha Gumaniyan The Hum

sheikh-ibrahim-zauq

Ek Sadma dard-E-dil Se Meri Jaan Par To Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet