• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Din Tak Koi Chehra Mujhe Achchha Nahin Lagta

Bahut Din Tak Koi Chehra Mujhe Achchha Nahin Lagta

bahut din tak koi chehra mujhe achchha nahin lagta

mata-e-did pe qabza mujhe achchha nahin lagta

kanizon pe bhi aa sakta hai dil zill-e-ilahi ka

nizam-e-ishq men shajara mujhe achchha nahin lagta

main kuchh bhi soch sakta huun main kuchh bhi dekh sakta huun

ḳhayal-o-ḳhvab pe pahra mujhe achchha nahin lagta

na khiḌki hai na angan hai na roshan-dan hai koi

imarat-saz ye naqsha mujhe achchha nahin lagta

jo hoti haath men mere to duniya baanT deta main

kisi ke haath men kaasa mujhe achchha nahin lagta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Aaj Kyun Chup Hain Tere Saudai

poet

Bahaar Aae Anadil Ne Mil KHarosh Kiya

kishwar-naheed

Tujhse Bahut Qarib Bhi Tanha Bhi The Hamin

Sultan Baho

Murshid Hadi Sabaq Padhaya Padhyon Bina Padhiwe Hu

Unki Mahfil Mein Hamesha Se Yahi Dekha Riwaj

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet