• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Bahut din dars-E-Ulfat Mein Kate Hain

Bahut din dars-E-Ulfat Mein Kate Hain

poet

bahut din dars-e-ulfat men kate hain

mohabbat ke sabaq barson rate hain

junun men ho gaya hai ab ye darja

ki hai halat radi kapde phate hain

haram se vapsi par meri davat

hui mai-khane men mai-kash date hain

bahut pir-e-mughan zi-hausla hai

sharab-e-nab ke saghar lute hain

riyaz o zohd ke jitne the dhabbe

vo saare naqsh-e-batil ab mite hain

tabarruk the miri tauba ke tukde

bajae naql mahfil men bate hain

alam ke dard ke hasrat ke gham ke

maze jitne hain saare chatpate hain

nahin be-vajh vaaiz roni surat

ye hazrat aaj rindon men pite hain

hue jarub-kash us dar ke ‘parvin’

ki saare gard mitti men ate hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gul-E-Ushshaq Rang-E-baKHta Hai

Faqat Qayam Ka Matlab Guzar-Basar Koi Hai

ahmad-mahfuz

Raqs-e-Sharar Kya Ab Ke Wahshat-Nak Hua

poet

Un Ke Sitam Bhi Kah Nahin Sakte Kisi Se Hum

Dharti Ko Main Git Sunaya Karta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet