• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bagh Tha Usmein Aashiyan Bhi Tha

Bagh Tha Usmein Aashiyan Bhi Tha

mushafi-ghulam-hamdani

baagh tha us men ashiyan bhi tha

chand roz ab-o-dana yaan bhi tha

saut-e-bulbul jigar men salti thi

khanda-e-gul namak-fishan bhi tha

khvan-e-qismat ke hashiye pe jalen

kabhi ye musht-e-ustukhvan bhi tha

murgh-e-bustan ko samne mere

‘mushafi’ zahra-e-fughan bhi thaa?

anjuman men miyan-basharat ki

yaani ik shakhs sher-khvan bhi tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aalok-shrivastav

Manzil Pe dhyan Humne Zara Bhi Agar diya

poet

Aag Ko Phul Kahe Jaen KHird-Mand Apne

Kisi Ki Aankhon Mein Behad Hasin Manzar Tha

kaifi-azmi

Aaj Socha To Aansu Bhar Aae

Sang-E-Dar Dekh Ke Sar Yaad Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet