• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Badla Hua Hai Rang-E-Gulistan Mere Liye

Badla Hua Hai Rang-E-Gulistan Mere Liye

poet

badla hua hai rang-e-gulistan mire liye

ḳhuun ro rahi hai chashm-e-baharan mire liye

faiz-e-junun-e-shauq ke qurban ja.iye

vus.at hai do-jahan ki zindan mire liye

sab ahl-e-dil hain teri nigahon se faizyab

ab tu kahan hai sirf miri jaan mire liye

main ḳhud hi chhoḌ ja.unga ye mahfil-e-hayat

kyon ho rahe ho itne pareshan mire liye

vo zindagi jise tiri mahfil men baar tha

ab ho ga.i hai ḳhvab-e-gurezan mire liye

ai mere chak-chak gareban se be-ḳhabar

tu bhi phirega chak-gareban mire liye

phulon ke naaz ahl-e-chaman ko rahen nasib

ḳhandan hain ḳharh-a-e-bayaban mire liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Mein Ye Nadani Karni paDti Hai

sauda-mohammad-rafi

Chehre Pe Na Ye Naqab dekha

rahat-indori

Main Lakh Kah dun Ki Aakash Hun Zamin Hun Main

poet

Banda Ab Na-Subur Hota Hai

Tera KHayal Sar-E-Sham Gham Sanwarta Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet