• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / baDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-E-Ghariban Ki

baDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-E-Ghariban Ki

poet

baḌi ibrat ki manzil hai zamin gor-e-ghariban ki

yahan apni haqiqat par nazar paḌti hai insan ki

yahi dhun thi kahin mera dil-e-gum-gashta mil jaa.e

isi vahshat men barson ḳhaak chhani ku-e-janan ki

jahan nabzen rukin dil sard ho do hichkiyan aa.iin

samajh liije ki manzil aa ga.i gor-e-ghariban ki

na ja.ega mere dil se ḳhayal-e-abru-e-dil-bar

ki teghon hi ke saa.e men to hai jannat musalman ki

fana-e-ishq ho kar zinda-e-javed hota hai

miTa kar dekhiye hasti nahin miTti hai insan ki

yahan rone se ho maqsud hasil ghair-mumkin hai

chalo ab sham.en bhi bujhne lagin gor-e-ghariban ki

‘safir’ ik ḳhvab thi ye chand roza zindagi apni

ajal se mil ga.i ta.abir is ḳhvab-e-pareshan ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Nam-E-Mubarak Ne Maza Munh Ko Diya Hai

Hazar Hadsat-E-Gham Rawan-Dawan Liye Hue

poet

Badhti Jati Hai Meri Uski Chah

allama-iqbal

Ram

shad-azimabadi

Main Jo Hasil Tere Kuche Ki Gadai Karta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet