• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / baDhti Jati Hai KHayalon Ki Thakan aaKHir-E-Shab

baDhti Jati Hai KHayalon Ki Thakan aaKHir-E-Shab

baḌhti jaati hai ḳhayalon ki thakan aḳhir-e-shab

TuTne lagte hain yadon ke badan aḳhir-e-shab

saari duniya hai siyahi ke samundar ki tarah

chhin li vaqt ne ek ek kiran aḳhir-e-shab

raushni ban ke dabe paanv chala aata hai

un darichon se tira sanvala-pan aḳhir-e-shab

thak ke baiThi hai kahin duur musafir ki tarah

mere ḳhvabon se miri sub.h-e-chaman aḳhir-e-shab

har bun-e-mu se chhalakne lagi yadon ki sharab

aur gulnar hua tera badan aḳhir-e-shab

ek ik ḳhvab yahin dafn hua hai ‘saqib’

dekhna sog men hai arz-e-dakan aḳhir-e-shab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Hawa Hai Surat-E-Baad-E-muKhaalif Tez Hai

Tera Hi Zikr Harsu Tera Hi Bayan Mile

Tera KHayal Ki KHwabon Mein Jin Se Hai KHushbu

Jab Talak Ishq Ka Afsana Mukammal Hoga

poet

Rakhna KHam-E-Gesu Mein Ya Dil Ko Riha Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet