• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Rah-E-Mohabbat Mein to Aazar Mile Hain

Is Rah-E-Mohabbat Mein to Aazar Mile Hain

is rah-e-mohabbat men to azar mile hain

phulon ki tamanna thi magar ḳhaar mile hain

anmol jo insan tha vo kauḌi men bika hai

duniya ke ka.i aise bhi bazar mile hain

jis ne bhi mujhe dekha hai patthar se navaza

vo kaun hain phulon ke jinhen haar mile hain

malik ye diya aaj havaon se bachana

mausam hai ajab andhi ke asar mile hain

duniya men faqat ek zuleḳha hi nahin thi

har yusuf-e-sani ke ḳharidar mile hain

ab un ke na milne ki shikayat na gila hai

ham jab bhi mile ḳhud se to be-zar mile hain

‘nasir’ ye tamanna thi mohabbat se milenge

vo jab bhi mile bar-sar-e-paikar mile hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein

abul-hasanat-haqqi

Har Shakh Pe Thi Wafa Ki Qindil

Patthar Ho Ki Faulad Ho Darne Ka Nahin Main

Sufi

Agar Binam Shabe Nagah Aan Sultan-e-Khuban Ra

yasmeen-habeeb

Abhi Guzre dinon Ki Kuchh Sadaen Shor Karti Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet