• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / baDe KHatre Mein Hai Husn-E-Gulistan Hum Na Kahte The

baDe KHatre Mein Hai Husn-E-Gulistan Hum Na Kahte The

baḌe ḳhatre men hai husn-e-gulistan ham na kahte the

chaman tak aa ga.i divar-e-zindan ham na kahte the

bhare bazar men jins-e-vafa be-abru hogi

uThega e’tibar-e-ku-e-janan ham na kahte the

usi mahfil usi bazm-e-vafa ke goshe goshe men

luTegi masti-e-chashm-e-ghazalan, ham na kahte the

isi raste men aḳhir vo kaḌi manzil bhi aa.egi

jahan dam toḌ degi yad-e-yaran ham na kahte the

ḳhizan ki ahaTon par kanpti hain pattiyan gul ki

bikharne ko hai ab zulf-e-baharan ham na kahte the

dil-e-fitrat-shanas aḳhir kahin yunhi dhaḌakta hai

fareb-e-husn hai jashn-e-charaghan ham na kahte the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Kabhi Kabhi Yaad Mein Ubharte Hain Naqsh-E-Mazi Mite Mite Se

Kahin Aisa Na Ho Daman Jala Lo

nida-fazli

Ek Hi dharti Hum Sab Ka Ghar Jitna Tera Utna Mera

ahmad-mahfuz

Badan-Sarab Na dariya-e-Jaan Se Milta Hai

bilqis-zafirul-hasan

Kis Ne Kaha Kisi Ka Kaha Tum Kiya Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet