• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tabdiliyon Ki Rah Pe Chalne to De Mujhe

Tabdiliyon Ki Rah Pe Chalne to De Mujhe

poet

tabdiliyon ki raah pe chalne to de mujhe

ḳhud ko badal raha huun badalne to de mujhe

bachcha nahin huun main jo bhaTak ja.unga kahin

tanha rah-e-hayat men chalne to de mujhe

jalta hua charagh agar hai mira vajud

phir apne dil ke taaq men jalne to de mujhe

gar meri dastaras men nahin asman ka chand

mahtab-suraton se bahalne to de mujhe

ban ja.unga kiran tiri sub.h-e-jamal ki

tu apne rang ruup men Dhalne to de mujhe

bar-e-gham-e-hayat uTha lunga aur bhi

ai inqilab-e-dahr sambhalne to de mujhe

dam toḌ dengi ḳhud hi purani rivayaten

a.in-e-mulk-e-shauq badalne to de mujhe

mil ja.ega mujhe bhi ujalon ka rasta

zindan-e-tirgi se nikalne to de mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

In Dar-O-Diwar Ki Aankhon Se paTTi Khol Kar

Sufi

duniya Sarasar Nind Hai Aaram Chun Sapna Nimat

Har Nafas Waqf-E-Arzu Kar Ke

poet

Thakan Se Chur Hain Aur Gard Se Ate Hain Hum

momin-khan-momin

Ghussa Begana-War Hona Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet