• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Koi Ek Pal Uske dhyan Ke Aane Ki Thi

Baat Koi Ek Pal Uske dhyan Ke Aane Ki Thi

shahida-hasan

baat koi ek pal us ke dhyan ke aane ki thi

phir ye mithi niind us ke zahr ban jaane ki thi

aankh ho ojhal to phir kohsar bhi ojhal hain sab

ik yahi surat tire dukh dard bahlane ki thi

duur tak phaile hue paani pe naav thi kahan

ye kahani ainon par aks lahrane ki thi

dhundhti thiin shaam ka pahla sitara ladkiyan

khel kya tha bas ye ik khvahish kahin jaane ki thi

dastaken deta tha akasr shaam ka thanda charagh

aur ye dastak kisi ke laut kar aane ki thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nutq Palkon Pe Sharar Ho to Ghazal Hoti Hai

Guzar Gaya Jo Nazar Se Nazar Ka Hissa Hai

Barmala Husn-E-Dil-Awez Ka Qissa Na Suna

Subh-Dam Roti Jo Teri Bazm Se Jati Hai Shama

abrar-ahmad

Kahin Par Subh Rakhta Hun Kahin Par Sham Rakhta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet