• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Ko Meri Alag Ho Ke Na Sharmao Suno

Baat Ko Meri Alag Ho Ke Na Sharmao Suno

mushafi-ghulam-hamdani

baat ko meri alag ho ke na sharmao suno

kuchh kaha chahun huun main tum se idhar aao suno

main to jaane ka nahin ru-ba-ru us ke yaaro

kuchh vo gar tum se kahe hai to tumhin jaao suno

chhedne ko mire gar aap ka ji chahe hai

be-adab huun main mire haq men jo farmao suno

baat bhi maano kisi ki koi ye bhi zid hai

apne ashiq ke taiin itna na tarsao suno

gul-sanobar ka agar qissa hai tum paas miyan

padhne vaala bhi to maujud huun main laao suno

ai dil o diida maaal is ka bura hi samjho

dekh kar us ke taiin itna na lalchao suno

‘mushafi’ baat to kahne do zara qasid ko

pahle hi harf men tum itna na ghabrao suno

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wafaen Kar Ke Jafaon Ka Gham uThae Ja

poet

Hain Bahut Mehrbaniyan Teri

poet

Zarre Chamak uThe Hain Jidhar Se Guzar Gae

fahmida-riaz

Chadar Aur Chaar-diwari

poet

Dil-Jhil Mein Phenka Hai Teri Yaad Ne Patthar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet