• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Karne Ki Shab-E-Wasl Ijazat De Do

Baat Karne Ki Shab-E-Wasl Ijazat De Do

baat karne ki shab-e-vasl ijazat de do

mujh ko dam bhar ke liye ghair ki qismat de do

tum ko ulfat nahin mujh se ye kaha tha main ne

hans ke farmate hain tum apni mohabbat de do

ham hi chuke sahar-e-vasl manana hi na tha

ab hai ye hukm ki jaane ki ijazat de do

muft lete bhi nahin pher ke dete bhi nahin

yuun sahi ḳhair ki dil ki hamen qimat de do

kam nahin pir-e-ḳharabat-nashin se ‘beḳhud’

mai-kasho to use mai-ḳhane ki ḳhidmat de do

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Umr Jitni Bhi kaTi Uske Bharose Pe kaTi

chhoTi Si Ek uDan Bhari Aur Bikhar Gaya

Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi

poet

Kahne Wale Kahte Hain

sheikh-ibrahim-zauq

Jab Chala Wo Mujhko Bismil Khun Mein Ghaltan Chhod Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet