• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baadshahon Ki Tarah Aur Na Waziron Ki Tarah

Baadshahon Ki Tarah Aur Na Waziron Ki Tarah

badshahon ki tarah aur na vaziron ki tarah

ham to darvesh the aa.e yahan piron ki tarah

raj-mahlon men kahan DhunDh rahe ho ham ko

ham to ajmer men rahte hain faqiron ki tarah

ham bhi is mulk ki taqdir ka ik hissa hain

ham na miT pa.enge hathon ki lakiron ki tarah

jan-fishani se bahut ham ne jaḌe hain aansu

mathar-e-hind tire taaj men hiron ki tarah

dushmanon ko to yahi baat bahut khalti hai

ham to ghurbat men bhi zinda hain amiron ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Sine Ko Mere zaKHmon Se Bharne Wali

Na Sirf Dil Hi Gaya Dil Ka Muddaa Bhi Gaya

Main Bhi Hun Ek Makan Ki Had Mein

poet

dur Se Baat Khush Nahin Aati

Kaho Farar Se Bandhe Na Panw Mein Aankhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet