• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baadal Ki Tarah Ranj-Fishani Karen Hum Bhi

Baadal Ki Tarah Ranj-Fishani Karen Hum Bhi

badal ki tarah ranj-fishani karen ham bhi

shayad kabhi is aag ko paani karen ham bhi

ab silsila-e-qissa-e-shab TuuT raha hai

ab izn ata ho to kahani karen ham bhi

ham ko bhi kabhi dekh havaon ke safar men

sahra ki tarah naql-e-makani karen ham bhi

aisa hai ki sikkon ki tarah mulk-e-suḳhan men

jaari koi ik yaad purani karen ham bhi

is lamha-e-ruḳhsat ke dhaḌak uThne se pahle

Thahre hue dil tujh ko nishani karen ham bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shikasta Aks Tha Wo Ya Ghubar-E-Sahra Tha

bashir-badr

Meri Ghazal Ki Tarah Uski Bhi Hukumat Hai

Har Kisi Se Na Ehtiraaz Karo

akhtar-shirani

Gham-Khana-E-Hasti Mein Hai Mehman Koi din Aur

abul-hasanat-haqqi

Buland-O-Past Ka Har-dam Khayal Rakhna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet