• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baad-E-Sarsar Bhi Qurbat Ki Chalti Rahe Din Nikalta Rahe Sham Dhalti Rahe

Baad-E-Sarsar Bhi Qurbat Ki Chalti Rahe Din Nikalta Rahe Sham Dhalti Rahe

bad-e-sarsar bhi qurbat ki chalti rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

zulf hathon se tere sanvarti rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

teri chahat gulabon ki ḳhushbu bane mere divar-o-dar men kuchh aisi base

teri mahkar kamre se aati rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

tere ehsas ki tan pe chadar liye tere hamrah raqsan men aise rahun

pyaar ki mujh pe badli barasti rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

ruuh se ruuh ka rabt aisa bane jaise hathon men tere mira haath ho

phir mulaqat ḳhvabon men hoti rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

meri ghazlon men tera hi mazmun ho meri nazmon men to mujh se baten kare

yuun bayaz-e-tamanna bhi bharti rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

pyaar ke saat rangon ki qaus-e-quzah le ke aa.e ‘sabila’ vo milne kabhi

zindagi phir vahin ruk ke hansti rahe din nikalta rahe shaam Dhalti rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Charagh-E-Mah Sin Raushan-Tar Hai Husn-E-Be-Misal Us Ka

abbas-athar

Chup-Chap Guzar Jao

poet

Haalat Par Nigah Ruton Par Nazar Na Thi

Tere Baghair Kabhi KHushbuon Se Main Na Mila

Ufuq Se Aag Utar Aai Hai Mere Ghar Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet