• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaras-E-Mai Ne Pukara Hai uTho Aur Suno

Jaras-E-Mai Ne Pukara Hai uTho Aur Suno

jaras-e-mai ne pukara hai uTho aur suno

shaiḳh aa.e hain su-e-mai-kada lo aur suno

kis tarah ujḌe sulagti hui yadon ke diye

hamdamo dil ke qarib aao ruko aur suno

zaḳhm-e-hasti hai koi zaḳhm-e-mohabbat to nahin

Tiis uTThe bhi to fariyad na ho aur suno

ḳhud hi har ghaav pe kahte ho zaban gang rahe

ḳhud hi phir pursish-e-ahval karo aur suno

dastan kahte hain jalte hue phulon ke charagh

abhi kuchh aur suno dida-varo aur suno

shahryaron ke hain har gaam pe charche ‘rahat’

ye vo basti hai ki bas kuchh na kaho aur suno

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nasir-kazmi

Kisi Kali Ne Bhi dekha Na Aankh Bhar Ke Mujhe

poet

Kya Kahen Aalam-E-Shabab Ki Baat

poet

Kaam Kuchh to Mera Lahu Aaya

Aarzu Ki Hama-Hami Aur Main

poet

Kuchh Roz Chahaton Ka Ajab Silsila Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet