• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ba-Nam-E-Amn-O-Aman Kaun Mara Jaega

Ba-Nam-E-Amn-O-Aman Kaun Mara Jaega

ba-nam-e-amn-o-aman kaun maara ja.ega

na jaane aaj yahan kaun maara ja.ega

liye hue hain sabhi apna sar hatheli par

kise ḳhabar hai kahan kaun maara ja.ega

ajiib ma.arka barpa hai, kuchh ḳhabar hi nahin

kise milegi amaan kaun maara ja.ega

namaz paḌhne ki mohlat mile, mile na mile!

na jaane vaqt-e-azan kaun maara ja.ega

jo tiir bhi hai, ita.at-guzar hai us ka

ye janti hai kaman kaun maara ja.ega

kiye ga.e hain jo itne hifazati iqdam

ye dekhna hai yahan kaun maara ja.ega

kisi ke lab pe ‘nasim’-e-sahar dua kaisi

yahi hai vird-e-zaban kaun maara ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jashn Tujhko Mere Nau-Shah Mubarak Hoe

zehra-nigaah

Koi Hangama Sar-E-Bazm Uthaya Jae

Rang Laya Mera Be-Barg-O-Nawa Ho Jaana

Ghar Ki Buniyaaden Diwaren Baam-O-Dar the Babu Ji

poet

Suni Sunai Wo Aawaz Mar Hi Jaane Do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet