• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mare dil Bich Naqsh-E-Naznin Hai

Mare dil Bich Naqsh-E-Naznin Hai

poet

mare dil biich naqsh-e-naznin hai

magar ye dil nahin yaaro nagin hai

kamar par teri us ka dil hua mahv

tira ashiq bahut barik-bin hai

jo kahiye us ke haq men kam hai be-shak

pari hai huur hai ruh-ul-amin hai

ghulam us ke hain saare ab sirijan

nagar men husn ke kursi-nashin hai

nahin ab jag men vaisa aur pitam

sabi khush-suratan suun naznin hai

mujhe hai moshgafi men maharat

jo nit dil mahv khatt-e-ambarin hai

nazar kar lutf ki ai shah-e-khuban

tira ‘faez’ ghulam-e-kam-tarin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Muzhda Na Bashaarat Na Dua Chahti Hai

Aankhon Mein Hai Kaisa Pani Band Hai Kyun Aawaz

Bahaaron Mein Tilism-E-Gul-ruKHan Ka Zikr Karne Do

Zamana Ab Ye Kaisa Aa Raha Hai

Andhere Ke Taaqub Mein Kai Kirnen Laga Dega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet