• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ba-Fart-E-Shauq Har Gul Mein Tere ruKH Ki Ziya Samjhe

Ba-Fart-E-Shauq Har Gul Mein Tere ruKH Ki Ziya Samjhe

poet

ba-fart-e-shauq har gul men tire ruḳh ki ziya samjhe

agar chaTka koi ghuncha to ham teri sada samjhe

hamen dekho ki kab ham ne bina-e-ashiyan Daali

muḳhalif apne jab saare gulistan ki faza samjhe

bil-aḳhir aaj mera zabt-e-ulfat rang le aaya

mujhe hi jannisar-e-ishq-o-janbaz-e-vafa samjhe

hamare paas aaya hai mo.attar jab koi jhonka

use ham be-takalluf tere daman ki hava samjhe

hamen le aaya is manzil men tere ishq ka jazba

ki ham har ek zarra maz.har-e-shan-e-ḳhuda samjhe

samajh se duur hai jan-dadgan-e-ishq ki manzil

fana ki god men sarmaya-e-raz-e-baqa samjhe

na hoga koi ham sa rahrav-e-rah-e-vafa ‘jauhar’

ham is manzil ki har aafat ko saman-e-baqa samjhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chah Ki Tum Se Iltija Ki Hai

poet

Hawas Ye Rah Gai dil Mein Ki Muddaa Na Mila

meer-hasan

Hum Na Tanha Us Gali Se Jaan Ko Kho Kar Uth Gae

siraj-aurangabadi

dil Mein Khayalat-E-Rangin Guzarte Hain Jiyun Boss Phulon Ke Rangon Mein Rahiye

Hijr Hun Pura Hijr Hun Ishq Visal Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet