• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aziz Aae Madad Ko Na Gham-Gusar Aae

Aziz Aae Madad Ko Na Gham-Gusar Aae

aziiz aa.e madad ko na gham-gusar aa.e

zamane bhar ko musibat men ham pukar aa.e

samajh saki na ḳhirad jab tire ishare ko

junun nasib hamin the jo su-e-dar aa.e

milega tohfa-e-dil ke evaz nashat ki gham

kise ḳhabar hai ki jiit aa.e ham ki haar aa.e

junun ki abla-pa.i se phuul khilte ga.e

na jaane kitne bayaban ham nikhar aa.e

hamare paas bhi kahne ko hain bahut baten

magar kahe ka hamare jo e’tibar aa.e

shikast-e-jam pe ro.e shikast-e-dil pe hanse

kuchh aise lamhe bhi ‘javed’ ham guzar aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Story 35 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Hisar-E-Gard Mein Tanha khaDa Hun

Sufi

Jis Shakhs Ko dekho Wahi Sargarm-e-Safar Hai

poet

Kise Shuur Hai Yun zaKHm-E-Dil Dikhane Ka

Nahin KHasta-Haali Pe Na-Mutmain Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet