• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Awwal Awwal KHwab Dikhaya Jaega

Awwal Awwal KHwab Dikhaya Jaega

avval avval ḳhvab dikhaya ja.ega

baad men ummidon ko toḌa ja.ega

yuun to hai ummid rava sab se lekin

vaqt-e-hajat sab ko parkha ja.ega

pyaar men ḳhud ko achchhe se barbad karo

halat bigḌegi to socha ja.ega

dil ka haal jo a.ine par aa.ega

phir a.ina yaksar toḌa ja.ega

marte dam tak qaid rahega tu ‘faisal’

qabr men zanjiron ko khola ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo paD Gai Thi Girah Dil Mein Kholte Hum Bhi

Haram Ka Aaina Barson Se Dhundla Bhi Hai Hairan Bhi

KHud Apne Qatl Ka Ilzam Dho Raha Hun Abhi

Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha

Rah-E-Jaanan Pe baDhti Ja Rahi Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet